Tuesday, November 18, 2008

Kismat

Chaahta tha ki unse khoob baatein karu,
Per zubaan ne mera saath chhod diya,

Chaahta tha ki har pal unka deedar karu,
Per aankhon ne mera saath chhod diya,

Dil ne kaha ki pyaar ka izhaar karu,
Per himmat ne mera saath chhod diya,

Ab tak bas duaon me unhe maangta raha, aur
Aaj pata chala, khuda ne bhi mera sath chhod diya

No comments: