Har zakhm mohabbat ka kuch is tarha seh gaye
Har zakhm mohabbat ka kuch is tarha seh gaye
Aansuon ko marham banaakar muskuraate reh gaye
Tuesday, November 25, 2008
Fate
The clock was showing Eight
It was class time, I was getting late
Suddenly I saw her, standing near the gate
Day that changed my Fate,
I still remember the Date
Spent the nights sleeping Late
In the memories of my soul mate
Dreaming that we are together,
Together going out on a date
I still remember the Date,
Day that changed my Fate
Time left me in tough strait
I approached her, with heavy heart-rate
To express feelings for my soul mate
But, was dumbfound to hear, that of late
She got engaged
I still remember the Date,
Day that changed my Fate
Can not forget her,
Still spending the nights sleeping Late
Heart says, Its never too late
She will come back to me and
I must wait
I must wait................

Wednesday, November 19, 2008
what ??
maHhsoos kiya tere pyar ko to maHzooz ho gaya,
maHboob ki moHabbat me kabhi maJrooh ho gaya,
moHtaj hai teri moHabbat ka mera ye dil,
maTrook kiya tune to maHroom ho gaya
maHhsoos = Feel
maHzooz = satisfied, contented
maJrooh = hurt
maTrook = reject
maHroom = maayoos (disappointed )

Aitraaz
Muddaton baad unse mulaaqaat ka ittefaaq tha,
Us din mera mehboob mere paas tha,
Wo lamha mere liye bahut khaas tha,
Jab aankhon me unki meri mohabbat ka ehsaas tha,
Tapke jo aansu unki aankhon se, Main bhi bahut roya tha,
Par na mere ashq bahe the, Na hoton pe koi alfaaz tha,
Kafan me lipta pada tha main,
Shayad kismat ko bhi meri mohabbat pe aitraaz tha

Tuesday, November 18, 2008
Bas Tu
Mere is bechain dil ka karaar hai tu,
Meri zindagi bhar ka intezaar hai tu,
Chahkar bhi kabhi bhula na paunga tuje,
Mera pehla aur aakhri pyar hai tu
Meri zindagi bhar ka intezaar hai tu,
Chahkar bhi kabhi bhula na paunga tuje,
Mera pehla aur aakhri pyar hai tu
-------------
Khud ke armaanon ko bikharte hue dekha hai maine,
Apne hi dil ko jalte hue dekha hai maine,
Unki ek muskuraahat ke liye apni zindagi barbaad karli, aur
Meri barbaadi per haste hue unhe dekha hai maine
Apne hi dil ko jalte hue dekha hai maine,
Unki ek muskuraahat ke liye apni zindagi barbaad karli, aur
Meri barbaadi per haste hue unhe dekha hai maine
Dil Chahta Hai ??
Teri aankhon me doob jaane ko ji chahta hai,
Teri zulfon me kho jaane ko ji chahta hai,
Zindagi tere saath itni khoobsurat hai, ki
Maut ko bhi ek zindagi dilaane ko ji chahta hai
Teri zulfon me kho jaane ko ji chahta hai,
Zindagi tere saath itni khoobsurat hai, ki
Maut ko bhi ek zindagi dilaane ko ji chahta hai
Pyar
Aasmaan se ooncha hai mera pyaar,
Samandar se gehra hai mera pyaar,
Teri ek aarzu ke liye khud ko mita de,
Falak pe wo toot ta sitaara hai mera pyaar
Samandar se gehra hai mera pyaar,
Teri ek aarzu ke liye khud ko mita de,
Falak pe wo toot ta sitaara hai mera pyaar
Kismat
Chaahta tha ki unse khoob baatein karu,
Per zubaan ne mera saath chhod diya,
Chaahta tha ki har pal unka deedar karu,
Per aankhon ne mera saath chhod diya,
Dil ne kaha ki pyaar ka izhaar karu,
Per himmat ne mera saath chhod diya,
Ab tak bas duaon me unhe maangta raha, aur
Aaj pata chala, khuda ne bhi mera sath chhod diya

Tanhaayi
Jab tanhaayi me tumhe yaad karte hain,
Wo lamhe nazron ne saamne aate hain,
Kuch yaadein hoton pe hasi laate hain,
To kuch aankh mein aansu chhod jaate hain :(
Wo lamhe nazron ne saamne aate hain,
Kuch yaadein hoton pe hasi laate hain,
To kuch aankh mein aansu chhod jaate hain :(
Subscribe to:
Posts (Atom)